Kyun Tabiyat Kahin Thaharti Nahi- Best Urdu Ghazal Ahmad Faraz in Hindi Font

क्यूँ तबीयत कहीं ठहरती नहीं दोस्ती तो उदास करती नहीं,., हम हमेशा के सैर-चश्म सही तुझ को देखें तो आँख भरती नहीं,., शब-ए-हिज्राँ भी रोज़-ए-बद की तरह कट तो जाती है पर गुज़रती नहीं,., ये मोहब्बत है, सुन, ज़माने, सुन इतनी आसानियों से मरती नहीं,., जिस तरह तुम गुजारते हो फ़राज़ जिंदगी उस तरह गुज़रती नहीं,.,!!! ************************************************************ Kyun tabiyat kahin thahrati nahin Dosti to udas karti nahin Ham hamesha ke sair- chasm sahi Tujhko dekhen to aankh bharti nahin Shab-e-hijra bhi roj-e-bad ki tarah Kat to jati hai par gujarti nahin Ye mohabbat hai, sun jamane sun Itani aasaniyan se marti nahin Jis tarah tum gujarte ho faraz Jindagi us tarah gujarti nahin