******************************** “Dil ko aata hai jab bhi Khyaal Unka Tasvir se puchte hain phir Haal Unka, Wo kabhi humse pucha karte the Judaai kya hai Aaj Samajh aaya hai Sawaal Unka” ******************************** “Lamhe judai ke bekarar karte hain Halaat mere mujhe lachaar karte hain, Aankhe meri padh lein wo kabhi Hum khud kaise kahe ki unko kitna pyar karte hain” ****************************************** ********************************** "Khud ko akelepan ka tana dia na karo, Yadoan ka gila shikwa bhi na dia karo, Kya bataye tumko kitna yaad karte hai, Hissab lagana hai to apni saanse gin liya karo". ************************************ Tere shaher ka mousam bada suhana laga, Ek shaam chura lu agar bura na lage Tere bass main hai to tu bhool ja mujhe Tujhe bhulane me mujhe shayad zamana lage" *********************************** "Kuch likh nahi pate, kuch suna nahi pate Haal-e-dil zubaan pe laa nahi pate Wo utar gaye hain dil ki gehraiyon m...